KARMA YOGI
Y O G I
Sukh dukh, labh Hani, jay aur peraje ko ek Saman man nishkam karm kar..
Apni pacho indriyan ,Man aur bhuddi ko Apne Vash Mein Karke sarvshreshth karm kar..
Sare dharm, chhota, bada, garib, amir, kaala,goora,purush, stri, kinnar, janwar pashu,pakshi ityadi sabhi ek Saman maan..
Bina dare, Bina thake, Kabhi Na aalas Kiye, moh Maya ishq,mohabbat, maan samman, bhog Vilas , swad , aakarshan ko tyag apni Puri nishtha se apni Puri aatma Ki Shakti se , karmyogi ban kr, ek yoddha ki bharti sirf nishkam karm kar..
(Nishkam karm- Kamna Rahit karm)
pure junoon se, samaj ke liye desh ke liye sampurn vishva ke liye , dharm ki sthapna ke liye..
chandrashekhar Azad, Ram prasad bismilkaram, Shahid bhagat Singh, Shri Ram, Shri Krishna , sambhaji Maharaj, Hanuman ji , swami vivekananda , swami dayanand ityadi ko aadarsh Man karm kr..
"ITNA JALAUNGA ITNA TO PAUNGA JAB TAK SURAJ NAHIN BAN JATA AUR SURAJ BAN APNI HI NAHI PURI DUNIYA KO ROSHAN KAR JAUNGA"
Comments
Post a Comment