KARMA YOGI
Y O G I Sukh dukh, labh Hani, jay aur peraje ko ek Saman man nishkam karm kar.. Apni pacho indriyan ,Man aur bhuddi ko Apne Vash Mein Karke sarvshreshth karm kar.. Sare dharm, chhota, bada, garib, amir, kaala,goora,purush, stri, kinnar, janwar pashu,pakshi ityadi sabhi ek Saman maan.. Bina dare, Bina thake, Kabhi Na aalas Kiye, moh Maya ishq,mohabbat, maan samman, bhog Vilas , swad , aakarshan ko tyag apni Puri nishtha se apni Puri aatma Ki Shakti se , karmyogi ban kr, ek yoddha ki bharti sirf nishkam karm kar.. (Nishkam karm- Kamna Rahit karm) pure junoon se, samaj ke liye desh...